Qarz Wasool Karne Ka Amal

Qarz Wasool Karne Ka Amal ,” Agar koi shakhs qarza lekar na de or pareshan karta ho to qarz wapic lene ke liye is isam ko 8000 baar rozana 40 din tak parhe or aakhri din parhne ke baad is isam ko ek kaagaz pe 11 baar likhe or taweez bna kar kisi darakht ki shakha se latka e insha allah qarza wasul hoga or kisi kisam ka nuksaan bhi ni hoga

Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3)Wuzu k saath parhe to behtar he.
4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he

Qarz Wasool Karne Ka Amal, Qarz Wasool Karne Ka Amal In Urdu, paise wapas lene ka wazifa, qarz ki wasooli ki dua, zalim se apna haq lene ka wazifa, qarz ki wapsi ka wazifa, apna paisa wapis pane ki dua, qarz ki wapsi ki dua, apna paisa wapas pane ki dua, qarz wapas lene ki dua, Maqrooz Se Apna Qarz Wapas Lene Ka Wazifa

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *