Naraz Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa

Naraz Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa

Naraz Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa ,” As-salamu Alaykum Meri Pyari Bahano, Agar aapko lagta hai ke apka shohar aapse naraz hai yaa aapka shohar kisi baat ko lekar aapse khafa ho gaya hai aur aapse baat nahi kar raha hai aur apke baar baar manane par bhi nahi maan raha hai aur aap apne shohar ki narazgi bardast nahi kar paa rahi hai toh Naraz Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa karen. ye wazifa bhut hi mujarib hai iski madad se aapke shohar ki narazgi khatam ho jayegi aur aapka shohar khud chalkar aapke paas aayega aur aapse baat karega.

Relative Post – Shohar Ki Nafrat Ko Mohabbat Mein Badalne Ka Wazifa

duniya ki koi bhi biwi ye nahi chahegi ke uska shohar usse naraz ho jaye usse khafa ho jaye. miyan biwi ka rishta behadd nazuk hota hai. Isliye, main aapni behno ko ye hidayat dena chahta hu ke agar aapke shohar apse naraz hai toh unhe turant manalein. Shohar ko zyada din tak khud se dur rakhna ya khafa karna achi baat nahi hoti. Biwiyon ko samajh ke sath kaam lena chahiye aur aapne shohar ko kareeb lane ke liye dua karni chahiyein. agar aapka shohar bhi aapse naraz hai toh aap turant Naraz Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa karen. ye shohar ko manane ka qurani wazifa aapki bahut se taklifein, kuch hi waqt mein door kardega aur aapke shohar ko apke kareeb le ayega. 

Naraz Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa
Naraz Shohar Ko Razi Karne Ka Wazifa

Shohar Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa

Akasr dekha jaata hai ke kuch shohar bhut gusse wale hote hai jo apni masum biwi par bewajh gussa karte hai aur choti choti baat ko lekar apni biwi se ladai jhagra karte hai aur apni biwi se narazgi rakhte hai yaa phir kuch shohar aese hote hai jo apne gharwalo ki bataon me aakar apni begunha biwi ko bina galti ke pareshan karte hai apni biwi par gussa karte hai aur biwi ki ek baat nahi sunte hai. Agar aapke shohar bhi aap par bewajh gussa karte hai yaa aapke shohar ko bhut gussa aata hai toh aapko chahiye ke aap Shohar Ka Gussa Khatam Karne Ka Wazifa karen. ye qurani wazifa aapki har takleef door kar dega aur aapke shohar ke dil me narazgi ki jagah mohabbat paida ho jayegi.

Shohar Ka Gussa Aur Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa :-

  • Ye Wazifa Margrib Ki Namaz Ke Baad Parhna Hai.
  • Sab Se Pahele Aap Wazu Kar Le.
  • Uske Baad Aapko 3 Martaba “Darood Shareef” Parhe.
  • Iske Baad Apko “Ya Lateefu” 101 Martaba Parhna Hai.
  • Aakhir Me Phir Se 3 Martaba “Darood Shareef” Parhe.
  • Wazifa Karte Waqt Apne Paas Thora Namak Rakhe. Wazifa Karne Ke Baad Is Namak Par Dum Kar Le. Is Namak Ko Khane Me Daal Kar Apne Shohar Ko Khialye.
  • Ye Wazifa Aapko 21 Din Tak Karna Hai.
  • Khawateen Is Wazife Ko Haiz/Mahamari Ke Waqt Bhi Kar Skti Hai.

Shohar Ka Gussa Aur Narazgi Khatam Karne Ka Wazifa ko aap badi kasrat se kare. InshaAllah aapka shohar aap se jaldi razi ho jayenge. agar aapke dil mein koi bhi sawalaat ho toh aap turant humare molvi sb. se baat kare. Agar aapke shohar aapko marte hai ya aap par koi zulm karte hai toh Quran-e-pak mein Allah Talah ne iske liye bhi wazifa bataya hai. Aap khul kar is bare mein baat kare. Is takleef ko poori zindagina sahe. Insha Allah, aapko bahotj jald rahat milegi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *