Powerful Tested Wazifa to Have Baby Boy

Powerful Tested Wazifa to Have Baby Boy ,” Ajkal kuch jahil log larkiyun ka paida hona pasand nhi kartay. jab k aurat hi agay nasal barhati hai. Larki ka paida hona vo aurat ka ek jurm samajhtay hen. Isis baat ko samney rakhtey hoye ham ye Wazifa to Have Baby Boy peysh ker rahey han. Halankey k is ka taluq mard say hota hai mard ka takhum hi zimmadar hota hai k aurat beta paida karay gi ya beti.

Islam nay to larkiyun ko apni rehmat or larkun ko apni naimat kaha hai. Agar kisi aurat ki ek ya do betiyan ho jaen or agar vo phr say haamla ho jae. To us k susraal valay b us par dabao daalnay lagtay hen or agar ye pta lag jae k ab b beti hai to baby zaya tak karwa dete hen. Pta nhi vo ye q nhi samajh patay k ye sab Allah ki dain hai insan k ikhtiyar main kuch nhi hai.

Aese hi waqt k liye kuch wazaif pesh hen jo boht asardaar hen.

Wazifa to Have Baby Boy

  1. Hamal par teen Mahinay guzarnay say pehlay Hiran ki jhilli par is ayat ko arq e ghulab or zafran say lichen phir is kA taweez BNA kar haamla aurat k bazoo ya pait par bandh den.

Allahu yalamu ma tahmilo qullo unsa wa ma taghidul arhaamo wama tazdaado qullu shain indahu baymiqdari aalim ul ghaibi wash shahadatil kabirol muta’aali ya Zakariya a Inna nubashiruka bayghulami nismuho yahya lam naja’l Lahu min qablu sammiyan bayhaqqi Maryama wa eesa ibnan salihan taweelal umaari bayhaqqi muhammadin wa alihi

  1. Haamla aurat k pait par 70 bar gol lakiren khenchen ungli ki madad say or bar ungli phertay hue Allah kA naam “YA MATEENO” parhen inshallah larka hi paida hoga.
  2. Jab Hamal derh Mahoney  kA ho jae to 30 roz tak is ayat ko Pak saaf kaghaz par arq e ghulab or zaafran say likhh kar is kA pani aurat ko pilaen.

Bismillah hirrahman nirrahim allahuma sallay ala sayyidina muhammadin wa alihi wa sallama sayarahu allahu tallah zakara in kaana unsaa allahuma sallay ala sayyidina muhammadin wa alihi wa sallim

In shaa Allah in Wazifa to Have Baby Boy men sey koi ek bhi kerney sey Beta paida hoga.

Taweez to Get Baby Boy

Write this taweez on a blank paper with musk and saffron. Then put it in water and give this water to pregnant woman for 30 days. You have to do this after 1.5 months of pregnancy.

Powerful Tested Wazifa to Have Baby Boy

Bismillah hirrahman nirrahim allahuma sallay ala sayyidina muhammadin wa alihi wa sallama sayarahu allahu tallah zakara in kaana unsaa allahuma sallay ala sayyidina muhammadin wa alihi wa sallim

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *