Pasand Ki Shadi Ke Liye Wazifa Asan Amal Dua

Pasand Ki Shadi Ke Liye Wazifa Asan Amal Dua ,” agar aap ki shadi nahi ho rahi ya rukawate paida hoti he is allah tala ka naam ya wadudu jab tab dil jame muhabbat k saath parh kar sajde me jaa kar dua mange insha allah kamyabi milegi

Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti Wazaif or Amaliyat parhne me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe

3)Wuzu k saath parhe to behtar he.

4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he

Searches related to Pasand Ki Shadi Ke Liye Wazifa Asan Amal Dua

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *