ManPasand Shadi Hone Ki Dua In Islam

ManPasand Shadi Hone Ki Dua In Islam ,” Aaj ke waqt mein har koi kisi na kisi ko pasand karta hai chahta hai aur unse shadi karne ki khwahish rakhta hai. Par bahot baar ye dekha gaya hai ki itna pyar, mohabbat hone ke baad bhi shadi tak baat nahi pahoch pati aur beech mein bahot sari rukawate hoti hai. Kabhi kabhi dono taraf mein se ek ke waldein nahi maante. Wo kisi na kisi wajah se shadi se inkaar kar dete hai. Aise waqt ke liye aap pasand ki shadi ki dua kare aur Insha Allah, aapki shadi jald se jald, apke waldein ki marzi se karwa denge.

Agar aap jisse pyar karte hai wo abhi aap se shadi karne ke liye tayyar nahi hai aur waqt chahte hai toh aap manpasand shadi ki dua in Hindi kare. Jab aap ye dua karenge toh wo apke sathi ka dil pighla dega aur wo apse jald se jald shadi karne ke liye raazi ho jayenge. Jo bhi wajah rahi hogi unki shadi na karne ki wo unke liye bahot choti ho jayegi aur apki mohabbat ke liye wo aapse shadi karne ke liye raazi ho jayenge.

ManPasand Ki Shadi Ho Dua in Hindi

Manpasand Shadi Karne ki Dua in islamAgar aapke waldein apki shadi kahi aur karna chahte hai lekin aap sirf apni mohabbat se shadi karna chahte hai, toh aap manpasand shadi hone ki dua in Urdu parhe. Pasand ki shadi ke liye dua parhne se aapke waldein apki shadi ke liye raazi ho jayenge. Wo aapki mohabbat ko pasand karne lagenge aur khud hi aapka rishta unse laga denge. Par yaad rahe ki ye dua aap nek niyat se parhe aur poori imandari se amal kare. Yaad rahe ye amal aap kisi galat maqsad ke liye istemal nahi kar sakte.

Pasand Ki Shadi Ka Wazifa Niche Likha Hai :-

  • Ye wazifa fajr ya esha ki namaz ke baad kiya ja sakta hai.
  • Sabse pehle Durood Shareef 7 martaba parh le.
  • Fir Surah- Ikhlas 105 martaba parhe.
  • Fir aakhir mein Durood Shareef 7 martaba parhe.
  • Fir Allah (swt) ki bargaah mein dono hath utha ke dua mange ki wo aapki shadi jald se jald apki pasand ke ladka ya ladki se karwa de.
  • Insha Allah, apki dua zaroor kubool hogi aur bahot jald apko apni shadi ki khushkhabri milegi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *