Kale Jadu Ka Quran e Pak Se Toor

Kale Jadu Ka Quran e Pak Se Toor ,” Allah ta’allah Quran mai farmatay hain k job hi shakhs Mera zikr kary ga aur mujh sy madad talb kary ga Mai us ki hifazat karun ga. Kala jadu ka ilaaj sahi tor sy Quraan sy he ho sakta hai kyun k har bemari aur mushkil ka hal Quran mai ALLAH ny bayan kar diya hai. Is sab sy ye bat saaf tor par zahir ho jati hai k job hi ALLAH ka zikr karta hai aur us sy madad talb karta hai ALLAH us ki yaqeenan hifazat karta hai.Kala jadu ka ilaj quran se he mumkin ha.Beshak kala jadu ka tor roohani ilaj se he hota ha.

Lekin yahan ye bat qabil e ghor o fikr hai k ALLAH ka zikr kon sa karna chahiye jis ki waja sy ALLAH insane ki kala jadu sy hifazat kary ga. Us ki tarteeb bhi jan’na zarori hota hai.

Is k baad ye bat bhi qabil e ghor hai k sab azkaar mai sy kon sa zikr fouri tor par hal karta hai aur jald afaqa hota hai. Wo mandirja zail hain :

  • 1.Manzil

  • 2.Surah e yaseen

  • 3.Surah e rehmaan

  • 4.Surah e younus ayar 81-82

  • 5.Ayat ul kursi

  • 6.Bismillah

  • 7.Kalaam sharif

Ye wo sab kalaam hain aur wazeefay jin ka zikr karny sy aur wird karny sy kala jadu ka ilaaj Quran sy kiya jata hai.Ye kala jadu ka ilaj foren is ke kaat kerta ha.

Ye nihayat he taqatwar aur rohani tor par mazboot aur pur asar wazaaif hain jin se kala jadu ka tor mumkin ha.is k liye bas ye baat ehem hai k zikr nihayat pabandi k sath bagher kisi naaghay k kiya jaye aur dil kary na kary zikr krna pary ga taadad ka bhi khas khayal rakhna zaroori hai. Is sab ka khayal rakhna bohat ziada ahem hai.

 

Jadu Ka tor QURAN Ki Roshni Mai :

Jo amal abhi ham ap ko batany ja rahy hain us ko karny sy pehly ijazat tab karna nhayat ahem hai aur ijazat ap ham sy hamary number par raabta kar k talb kar sakty hain. Ye kala jadu ka tor aur ilaj ka tareeka nihayat asaan hai lekin is amal ki taseer bohat jalali hai aur aesy sakht amal ko ijazat liye bagher karna har giz aqalmandi nahin. Ijazat leny ki waja s yap hamari nigraani mai aa jaen gy aur yun shayateen aur jinnat ap k sath kuch bura nahin kar sakty.

In wazeefon ko karny k liye tarteeb ka khaas khayal rakhna zaroori hai.

  • 1.Manzil 1 martaba subha aur 1 martaba sham.

  • 2.Bismillah Alrahmaan Alraheem 1000 dafa rozaana chalty phirty.

  • 3.Surah e Falaq aur Surah e Naas 200 martaba asar ki namaz k baad.

  • 4.Ayat ul Kursi 111 martaba isha ki namaz k baad.

Is kala jadu ka tor ke amal ki taseer bohat he jalali aur sakht hai. Ye itna taqatwar aur sakht amal hai k jis ki waja sy koi bi jadu chahy kitna he taqatwar kyun na ho chalees 40 dinon k andar andar us jadu ka tor ho jaye ga. Is bat ka bhi khayal rakhna zaroori hai k jab ye amal kiya jaye to is ko shuru karny sy pehly geyarah geyarah martaba durood shareef ka wird karna laazmi hai. Is amal ko karty waqt samny pani rakh lijye aura mal karny k baad pani par dam kar k phoonk den aur wo pani khud bhi piyen aur ird gird maujood tamam logon ko bhi wo pani pilayen.

kala jadu ka ilaj aur kala jadu ka tor ke liye Ijazat talab karny k liye mandirja zail contact par raabta Karen.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *