Jume Kay Din Ka Khas Amal aur Wazifa

Jume Kay Din Ka Khas Amal aur Wazifa ,” Aslam-walekum Friends, Aj hum apko batayn gay kay Juma kay din ki kya fazilat ha. Juma humari life main bohat ahmiat rakhta ha.

Hum musalman hain aur juma week main 1 bar aur month main 4 bar atta ha. Agar koi insan Hajj k saadat nai rakhta to usy chahaye kay Juma Lazmi parhay.

Juma ka din baki dino say ziada ahmiat ka hamil ha. Frishtay is din rahmtain aur barktain nazail karte hain. Juma Ka Din ka khas amal say apki preshani khtam ho jati ha.

Jumay kay din kay bohat sary wazifay aur khass amal hain un main say chand main ap ko batao ga. Juma ka khas amal par amal kare aur apni har mushkil ko door kare.

In wazifoon par amal kar ke ap apny har preshani aur gunnah ko bakshwa sakte hain. Apki har tarah ki Hajat ka mujarab wazifa jis say apki hajat poori ho sakti ha,

Juma Kay Din Ki Fazilat:-

Juma kay din ki fazilat ab in khass amal ko parh kay apny andar changing la sakte hain. Har namaz humary lya zaroori ha.

Juma ka din main log shab e Jumarat say lay kar shab e Juma tak log ibadat main mashgool hotay hain.

Juma Kay Din Ki Dua

 “Juma Kay Din Magrib Aur Isha Ki Namaz Kay Darmain Wakfay Main Sorah Fatiha 11, Sorah Kosar 11 Bar, Sorah Ikhlas 11 Bar Parhany Say ALLAH PAK Agaly Juma Tak Rizq Ka Intizam Kar Daita Ha”

Juma Kay Din Ayat ul Kursi Parhnay Say Apki Preshani aur Har Tarah Ki Jaiz Hajat Poori Ho Gi.

“Jis Nay Shab e Juma Sorah Yaseen Ki Tilawat Ki Uski Magfrat Kar Di Jaye Gi”

 

Doston, Humain bhi apni duon main Yad rakhna aur agar apko koi aur dua yah wazifa chahye ho ap comment box main apni preshani bata sakte hain.

Humari team apki har tarah say cooperate kare gi aur Humaray haq main bhi dua karna aur apny lya bhi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *