Jinnat Ko Chirag Main Jalane Ka Tareeqa


Jinnat Ko Chirag Main Jalane Ka Tareeqa ,” As salamu allaiqum is nakash ko print kara leen . is nakash ki zakat dani ki zaroorate nahi ha app wesa he is nakash ko use kar sakte ha sab ko iski ijazat ha . nakash ka picha mareez ka nam or us ki mah ka nam likh kar yeah likha jo kuch is mareez ka jisam main hai or takleef deta hai aye mokilo is ko jalado AGar ghar main jinnat hai to phir nakash ka picha you likha ( jo kohi jin , shaytan is ghar main hai aye mokelo is ko jala do ) . agar jadugar ko harana ha ya us ka pass jo jinnat ha unko marna ha to u likha . aye mokilo jadugar ka naam or uski mah ka naam (example naved bin abrar) (mard ha to bin likha ga agar orate ha to binte likha ga)is ka pass jitna be jinnat ha app un sab ko khatam karden . agar jadugar ka naam wegara nahi maloom to phir u likha aye mokilo jo kohi be insan mujh per jado kar raha ha or jo kohi be mujh per apna jinnat chor raha ha app uska sare jinnat jis be kisam k ha un sab ko khatam karden is nakash ko jaha 7 no likha hai uder se lapate or fold karden jab fold ho jahe to jaha 41 no likha howa hai uder se daga lapate pore nakash per or lapatna ka baad 41 no wali jaga kala marker se nishan lagaden q k taveez uder se he jalana hai ake chirag le lay or us main gahe (cow) ka ghee dal kar is nakash ko ghee main debohe. phir 41 no wali side se is nakash ko jalahe. jesa jesa nakash jalta jahe nakash ki loh ko uper karte jahe taka nakash pora jala or tamam adat jalay is nakash ko jalate waquat apna or nakash dono ka hisar karleen

jab app jinnat ko jalana shoro kareen ga to or jinnat ahe ga ahsa main darna ki zaroorate belkul be nahi ha kam se kam is taveez ki 60 se 100 tak copys kar k rakh lay q k ake taveez main sare jinnat nahi mare ga . is liya jesa jesa taveez jalta jahe dosara taveez fold kar ka taiyaar rakhe jab pehla pora jal jahe to dosara ko chirag main dal kar jalana shoro kareen taka apka process chalta rahe . apna pass extra ghee be rakhe taka agar ghee kam par jahe to bagh door karni na pareen or wahe per extra copyes be rakhe . agar jinnat darahe dhamkahe to unse belkul be darna ki zaroorate nahi ha kuch he seconds main mokelat unka kam tamam karden ga

hisar

jab app yeah kam karna betha surah al hamd aiytal kurse or 4 qul ko 3 bar par kar apni ungali per dam

kareen or apna gird dahera banda dahera is tarah banda ka pora sahe se gool ho agar beach main koi

jaga khali reh gui to samjha jinnat ya mokel hisar ka under ghus jahe ga or apko nooksan hona ka khatra ho sakta hai

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *