Hajat Poori Hone Ka Wazifa In Urdu

Hajat Poori Hone Ka Wazifa In Urdu ,” Agar aap ki koi hajat hai jo ke poori nahi ho rahi gharz kisi bhi qisam ki hajat ho Insha Allah is amal ki barkat se aap ki har jaiz hajat poori hogi, sab se pehle to pancho Namaz ki pabandi karein or rizq e halal ka ahtamam karein, ye amal aap ne Thursday se shru karna hai or 7 days tak karna hai. Jab aap sone jayen to ba wuzu hokar 100 martaba (Ya Hasibu) parhein awal aakhir 1 1 bar Durood Shareef parhein. Agar aap ki hajat pehle doosre ya kisi bhi din hi poori ho jaye to phir bhi aap ne ye amal 7 days tak jari rakhein, jab aap ye amal kar lein to Insha Allah, Allah Ta’la aap ki har jaiz hajat poori farmaye ga, choron ki khof se Allah Pak aapko bari kar de ga.

Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3)Wuzu k saath parhe to behtar he.
4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he

Hajat Poori Hone Ka Wazifa In Urdu , Hajat Poori Hone Ka Wazifa , Dili Murad Puri Hone Ka Wazifa in Urdu ,  100% Hajat Puri Krny Ka Wazifa ,  Dushwar Hajat Puri Hone Ki Namaz ,  har mushkilat khatam hone ki dua , dili murad puri hone ki dua, jaldi dua qabool hone ka wazifa, turant hajat puri hone ki dua, mannat puri hone ki dua, namumkin ko mumkin banane ka wazifa, namumkin kaam ka wazifa, wazifa for hajat in 3 days in urdu, most powerful wazifa for hajat,

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *