Gunah Se Taqdeer Ki Paresani Ka Hal
Gunah Se Taqdeer Ki Paresani Ka Hal ,” Buz waqt hum insano ki paresani ki wajah uski Gunah banjati he.Humlog jo gunah karte he uski kuch asar humari taqdeer pe bhi parta he.Jaise koi barso tak namaz nhi parha ya gunah me mubtila tha aab accha muslim banne ka hidayat mila to Allah uski akherat ki saza maf karne k liye bohut si taklifo me daldete he.
Agar apki jati jindagi me apki Gunaho ki wajah se paresani our muskilat arahi he to isse bachne k liye yaha ek asan amal pesh krraha hu.Harroz Awwal akhir 11 dafa Durude Ibrahim our 2000 dafa “YA AFUWO” wird kare.Isse apki pichle ki gunah maaf hogi our uski asrat se v apko Allah nijay dega.
Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti Wazaif or Amaliyat parhne me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe
3)Wuzu k saath parhe to behtar he.
4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.
6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he