Dushman Ko Chup Karane Ke Liye

Dushman Ko Chup Karane Ke Liye ,” Ager kisi dushman ne apni zaban se budgoyion se apka jeena haram kiya hua hai to ussay chutkara panay keliye aur uski zaban band kerne keliye iss amal ko karain ….

rozana isha ki namaz k bad dushman ka tassawur kerte huwe 80 dafa iss ayat ko parhain
فعسى  الله  ان يأتي بالفتح او امرا من عنده فيصبحوا على ما اسروا في انفسهم نادمين

Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe

3)Wuzu k saath parhe to behtar he.

4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *