Boori Nazar Se Bachne Ki Dua In Hindi

Boori Nazar Se Bachne Ki Dua In Hindi

Boori Nazar Se Bachne Ki Dua In Hindi ,” ♥ Mafum-e-Hadees: Ibn Abbas (Razi’Allahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Allah Se Hussain Wa Hasan (Razi’Allahu Anhu) Ke Liye Panaah Talab Kiya Kartey They Aur Farmatey They Ki –
“Tumharey Buzurg Dada Ibrahim (Alaihay Salam) Bhi Ismaeel Aur Ishaq (Alaihi Salam) Ke Liye Inhi Kalamat Ke Jariye Allah Ki Panaah Maanga Kartey They.”
• DuaA’oodhu Bikalimatillahi-Tammatti Min Kulli Shaytaanin Wa Hammatin Wamin Kulli ‘Aynin Lammatin

(Tarjuma: Main Panaah Maangta Hun Allah Ki Purey Purey Kalamat Ke Jariye, Har Shaitan Se Aur Har Zahreele Janwar Se Aur Har Nuqsaan Pahunchaney Waali Nazar-e-Bad Se.)
– Sahih Bukhari, Vol-4, #Hadees-3371 @[156344474474186:]

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *