Agar Naik Rishta Na Mil Raha Ho To

Agar Naik Rishta Na Mil Raha Ho ,” Hasool-e-rishta ke silsile main agar har taraf na umeedi ho chuki ho aur betiyon ke liye koi maqool rishta na mil raha ho tou waldah ya phir kisi hamdard aurat ko chahiye keh baad namaz-e-isha 2 rakat namaz-e-nafal ada karain aur har rakat main 11 baar Surah Ikhlas parhay salam phairnay ke baad Surah Yaseen sharif ko 7 mubeenon ke sath aik martaba parhay. Phir aik tasbeh “Ya Wadudu Ya Lateefu” ki parhay, 7 baar shuru kartay waqt aur khatam kartay waqt ye Durood Shareef parhay.

Mohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe

3)Wuzu k saath parhe to behtar he.

4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *