Kala Jadoo Ka Quran Se Tor ,” Saher say murad wo amoor-e-mukhfi hein jo nazar na atay hon laikin hakikat mein apna aap manwatay hon; jinka sabab posheeda ho or asal hakeekat kay khilaaf insani akal o samajh mein anay lagay
Seher ya Jadu aik khatar nak aur paryshan kun hakekat ka dosra naam hai. is ilam main taseer haroof, adad aur alfaz ke waja se hai. Chand hamari dunya ke nizaam ka hukmaran hai. Chand ke 28 manzilain hain ise tarha Quran Pak 28 Haruf per mushtamil hai aur in haruf ke pechay Sifli aur Alwi mokalat kam karty hain.
Alwi mokalat se amel nayki aur bhalai ke kam laitay hain jab ke jaduger sifli mokalat se na-jaiz aur burai ke kam laitay hain. Jadu hazaroon meel door se be operate kia ja sakta hai kioun ke mokal, jinn aur sifil arwah waqat aur jaga ke qaid se azad hain. Jadu aur sifli amliyat se kisi be insan ko la-ilaj bemarion main mubtila ker ke moot ke moun main dhakail diya jata hai. Dore-Jadeed main log asani se jadu ke asrat ke qayel nahi hoty. Jadu ke asrat boht tezi se asar dikhatay hain.
For Exmaple: Hafta ke roz zawal mah kamri main soraj nikalny ke bad ju Marekh ke pehli sa-at ay us main kisi janwar ya murghi ko pakar ker ye lafaz ( FAKUSU ) kagaz per likh ker pani main hal ker ke pila dain. teen dino main wo janwar bemar ho ker mernay ke kareeb ho jay ga.
pir is janwar ko zibah ker ke is ka khoon ikatha kar lain aur marekh ya zuhal ke sa-at main yahi alfaz us janwar ke khoon se likh ker kisi sahatmand insan ko pila dain. kuch hi dino main wo insan khtarnak kisum ke bemarion main mubtila ho ker merny ke kareeb ho jay ga aur koi be ilaj karger sabit nahi ho ga jab tak koi noori ilam ka amel is jadu ka tor na kary wo insan sehtyab nahi ho ga. Kaly jadu main aise amliat apny dushman ko khtum krnay ke liy karway jaty hain.