Shohar Ki Narazgi yaa Nafrat Khatam Karney Ka Wazifa

Shohar Ki Narazgi yaa Nafrat Khatam Karney Ka Wazifa

Shohar Ki Narazgi yaa Nafrat Khatam Karney Ka Wazifa ,” Ek aurat ke liye bhut jaruri hota hai ke uska shohar usse pyar kare uski ejjat kare aur uski har baat ko tawajju de. kyunki aurat ke liye uske shohar ki mohabbat hi uski sabse badi daulat ho ti hai. lekin bhut baar shohar apni biwi par sakhti dikhate hai baat baat par gussa karte hai yaa narazgi rakhtey hai. is wajah se aurat pareshan rahti hai. aur baat talaq tak pahunch jati hai. agar aapka shohar bhi aapse naraz rahta hai yaa aapse nafrat rakhta hai to aap shohar ki narazgi khatam karne ka wazifa parhe. ye wazifa bhut hi asardaar aur azmaya hua hai ye wazifa ko parhne ke baad aapka shohar aapse beshumaar mohabbat karne lagega.

Read Also This Article – Miya Biwi Me Mohabbat Paida Karne Ka Wazifa In Hindi

Shohar Ke Dil Se Nafrat Khatam Karne Ka Wazifa

agar aapko lagta hai ke aapke shohar aapse nafrat karte hai yaa unke dil me aapke liye narazgi hai. to aap pareshan naa ho hum aapke liye shohar ke dil se nafrat khatam karne ka wazifa lekar aaye hai. ye wazifa 100% halal aur asardaar hai ye wazifa parhne se aapki parehsani door ho jayegi aur aapke shohar aapse mohabbat karne lagenge aur aap dono mein kabhi naa khatam hone wali mohabbat paida ho jayegi.

Shohar Ki Narazgi yaa Nafrat ko Khatam Karney Ka Wazifa :-

Jis aurat ka khawand naraz ho, wo Para 2, Surah Baqara, Ayat # 165 ko sheerni par 21 martaba parh kar dam kar ke shohar ko khilaye, Insha Allah miya biwi mein mohabbat barhe gi.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *