Shohar Ki Nafrat Aur Narazgi Door Karne Ki Dua

Shohar Ki Nafrat Aur Narazgi Door Karne Ki Dua
Shohar Ki Nafrat Aur Narazgi Door Karne Ki Dua ,” As salam alikum friends, aksar  shadishuda auraton ko apne shohar ko lekar kai trah ki pareshaniyan aati hai kyunki jab kabhi bhi miyan or biwi mein kisi baat ko lekar jhagda ho jata hai to weh jhagda itna badh jata hai ki usko rok pana namumkin sa ho jata hai or iska natiza yeh naikalta hai ki shohar ka mizar bada sakht ho jata hai or weh shohar apni biwi se bahoot zayada gussa ho jata hai or aurat ko yeh pareshani akele hi jhelni padti hai! to aaj hum aapko ek aisa wazifa ya dua ke rubroo karwane ja rahe hai jiski madada se aap apne shohar ke mizaz ko behtar bana sakti hai ya fir apne shohar ki narazgi ko door kar sakti hai to aaiye jante hai ki humme kya karna hoga

Shohar Ki Narazgi Door Karne Ki Dua

niche diya gaye taweez ko kisi kore kagaz par bana lein or isko banate waqt aayatul kursi ko ko bade hi adab se padhe or taweez ke banne ke baad is taweez ko jo ki kagaz par banaya gaya hai usko apne shohar ke sir se 7 martaba ghumaye or fir is taweez ko kisi chorahe par rakh ke aa jave

sirf 7 dino mein aapke shohar par is naqsh ka aisa asraat hoga ki wo aapke kadmo mein jhuk jayege or aapke gulaam ban jayege lekin aap iska esteemal haram kaamon ke liye na karein warna hamari koi zimmedari nahi hogi,,,

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *