Larkiyo Ke Riston Ki Bandish Ka Quran Pak Se Toor

Larkiyo Ke Riston Ki Bandish Ka Quran Pak Se Toor
Larkiyo Ke Riston Ki Bandish Ka Quran Pak Se Toor ,” Aj kal bazz hasad ya mokhalfat ya kisi ka rishta aiya ho aur us ko inkar kiya ho to un logo ny ya ahse kohi jadoo amil practice ka toor per apna amal kohi check kar raha ho ya khandani nafrate ki waja se log larkio per kalajado rishto ki bandish kar deta hai. nateja yeah hota hai ka larkio ka rishta ana band ho jata hai aur ager ata be hai to wo larki ko reject kar ka chalay jata hai aur ager passand be kar leta hai to kohi na kohi masla kara ho jata hai, jis se inkar kar deta hai is tarah larki ki umar nikal jatee hai aur larki bodhi ho jatee hai mah baap ko chaheya ager is tarah ki kohi condition ho to un ko kisi acha amel se foron kala jadoo ka toor karvana chaheya ya wo you kareen iss ka toor main likh deta ho, yeah amal sirf muslim ka liya hai is ko sirf muslim kareen non muslim ko ijazat nahi hai yeah amal jis per sifli jado jinn bandish hai wo khod kareen.
fajir ki namaz ka baad 11 dafa darood kohi sa be jo ata ho phir 11 dafa surah maryam aur akhir main 11 dafa darood pareen phir apna uper dam kareen aur ake bottle pani ki bana lay pani per be dam kareen aur her namaz ka baad pani peya yeah amal 11 din tak kareen ager 11 din main faida na ho to 21 din tak kareen ager 21 din main be faida na ho to 41 din tak kareen jitna saket jado ka ilaj ho ga time zada laga ga ager jadoo kamzoor ho choka ho ga ya helka ho ga to jadly kaat jaha ga is amal se kohi nooksan nahi hai inshallah is se faida he ho ga.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *