Effective Wazifa for Creating Love In Someone’s Heart

Effective Wazifa for Creating Love In Someone's Heart

Effective Wazifa for Creating Love In Someone’s Heart ,” If you want to create love in someone’s heart, like, wife, husband, friend, boss, manager,
Or if you had a fight with your love one and your loveone is angry and not talking to you and not willing to reconcile then this is the most powerful wazifa for love problems,

After Esha salat while sitting on the prayer mate imagine the person for whom you are performing this wazifa to create love in heart, then recite Durood-e-Ibrahimi 11  times then recite ” Ya Lateefu Ya Wadudu ” 141 times  then again Durood-e-Ibrahimi 11  times, and blow on that person,  and make dua. do this 7 days,

Wazifa for Creating Love In Someone’s Heart In Urdu

Ager aap kisi k dil men mohabbat paida kerna chahen, chahye wo aap ka husband ho ya wife, boss ho ya manager, ya koi bhi, ya phir ager aap ka dost aap sey naraz hai, kisi baat ko leyker aur aap sey baat nahi ker raha ya razi nama nahi ker raha aur aap us sey again dosti kerna chahtey han tu ye wazifa karen,

Esha k namaz k baad jaye namaz per beythey beythey, us ka tasawor kertey hoye, pehley 11 bar Durood-e-Ibrahimi parhen, phir 141 bar ” Ya Lateefu Ya Wadudu ” parheh phir akhir men 11 bar Durood-e-Ibrahimi  phir ker us per dam karen aur dua karen, ye amal 7 din karen,

kisi k najaiz kaam muhabbat Na Jaiz Taluqat Khatam Karne Ke LiyeMohtaram viewers Aksar ye hota he k wazifa amaliyat Me kamyabi nahi milti   Wazaif or Amaliyat parhne  me kuchh zaruri baton ka khayal zarur rakhe is se  aap k amal or wazaif me jald hi kamyabi milegi inshaallah
1)Sab se pehle Namazo ki pabandi zarur kare is se behad faida hasil hoga or is se bara koi wazifa yaa is se behtar koi bhi amal meri nazar se nahi guzra
2)jis Aayate qurani ya allah k naam ya ki kisi or arbi ka wird diya ho use sahi talaffuz k saath parhe

3)Wuzu k saath parhe to behtar he.

4)jis amal ya wazaif ko jitni martaba diya gaya utni martaba hi parhe kam zyada na hone paya.
5)Agar kisi waqt ko muqarrar kiya he to usi waqt me parhe.

6)amaliyat ow wazaif ka istamal jaaiz kaam k liye hi kare warna nuqsaan bhi ho sakta he

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *